Surah Yasin Full (سورة يس كاملة) ''Surat Yasin'' 1.0 Icon

Surah Yasin Full (سورة يس كاملة) ''Surat Yasin''

GulzarTech Books & Reference
4.9
8 Ratings
1K+
Downloads
1.0
version
Jul 11, 2017
release date
5.6 MB
file size
Free
Download

About Surah Yasin Full (سورة يس كاملة) ''Surat Yasin'' Android App

Surah Yasin Full (Surah Yaseen Full) with page turning effect.
''Surat Yasin'' is the 36th surah of the ''Holy Quran'' & It has 83 ayaats.
''Sourate Yasin'' HD Quality Images
''Yasin Sharif'' heart of the Quran Majeed

''Yaseen Surah'' Ke Fazail or Benefits

Hadees 1:
Hazrat Aisha ( raziallah anha) se rawaiat he ke Hazrat Muhammad (SAW) ne farmaya ke Quran me aik surat he jo ALLAH ke nazdeek bari azmat waali he jo ise parhe ga ALLAH us ko shareef ke laqab se nawaze ga. rabi aur muzar ki tadaad se bhi ziada afraad ke liye is surat ke parhane waale ki shafaat qabool ki jaye gi. is azmat waali surat ka naam '' Sura Yeasin'' he. rabi aur muzar arab ke 2 mashhoor qabeele thay aur un se talooq rakhne waale afraad ki tadaad bohat ziada thi.

Hadees 2:
Hazrat Ans (raziallah anho) Hazrat Muhammad (SAW) se rawayat karte he ke har cheez ka aik dil hota he. Quran ka dil '' Surah Yaasin'' he jo ''Yaseen shareef'' parhe ga usay us ki qaraat ki waja se 10 bar Quran Majeed parhane ka sawab mile ga. ise tirmazi ne rawaiat kiya (tafseer khazan)

Hadees 3:
Hazrat Ans (raziallah anho) rawayat karte he ke jo shaks ''Sorat Yaseen'' parhe usay 10 bar Quran Sharif parhane ka sawab mile ga. ( tirmazi shareef)

Hadees 4:
Hazrat Muhammad (SAW) ne farmaya ke ALLAH ki raza mandi ke liye jo shaks ''Surah Yasin Sharif'' parhe ga us ke pehle gunah maaf kar diye jaye gay lehaza is surat ko marne waalo ke paas parha karo. ( beahqi, shaab al imaan)

Hadees 5:
Hazrat Muhammad (saw) ne farmaya ke jis ne raat ke waqt '' Surat Yassine'' parhi us halat me subha ko uthe ga ke woh baqsha hua hoga. ( ibn e kaseer)

Hadees 6:
Hazrat Ibne Abbas (raziallah anho) se rawayat he ke Hazrat Muhammad (SAW) ne farmaya ke meri ye tamana he ke ye ''Sorat Yassin'' har umaty ke dil me hoti. ( tafseer e ibn e kaseer)

Hadees 7:
Hazrat Ata Bin Rabah Tabi se marwi he ke mujhe ye hadees pohanchi ke jo aadmi din ke agaaz mein ''Sorat Yasin'' parhe ga us ki tamaam zarooriyaat poori kar di jaye gi. (daarmi)

bazoorgaan e deen ka qaul he ke ye ''Sura Yasin'' har qisam ki haajat ke liye bohat mofeed he. is liye agar kisi shaks ko sheedat e haajat darpaish ho to usay chahiye ke 11 din tak Surat Yaseen ko moobeeno ke saath rozana aik martaba parhe INSHALLAH us ki haajat poori ho gi.

Related Keywords:
''Sura E Yaseen''
''Surah E Yaseen''
''Yaseen Shareef''
''Soorathu Yaseen''
''Surah Al Yasin''
''Surah Yaseen Full''
''Yaseen Sharif''
''Surah Al Yaseen''
''Sorah E Yaseen''
''Yaaseen Surah''
''Sorat Yasen''

Features:
works without internet.
Read '' Surat Yaseen'' just like a printed book in your hand with page turning effect.
Go to any page
''Please'' Rate it! & Share App with your friends.

Feedback:
We warmly welcome your suggestions, recommendations and improvement ideas.
Send your feedback at: [email protected]
Please remember us in your prayers.

Other Information:

Requires Android:
Android 4.0+ (Ice Cream Sandwich, API 14)
Other Sources:

Download

This version of Surah Yasin Full (سورة يس كاملة) ''Surat Yasin'' Android App comes with one universal variant which will work on all the Android devices.

Variant
2
(Jul 11, 2017)
Architecture
Unlimited
Minimum OS
Android 4.0+ (Ice Cream Sandwich, API 14)
Screen DPI
nodpi (all screens)

All Versions

If you are looking to download other versions of Surah Yasin Full (سورة يس كاملة) ''Surat Yasin'' Android App, We have 1 version in our database. Please select one of them below to download.

Loading..