Aulad Ki Tarbiyat(تربیت اولاد)  Icon

Aulad Ki Tarbiyat(تربیت اولاد)

Islam3d Madani Apps Education
5
0 Ratings
2K+
Downloads
version
Jan 01, 1970
release date
file size
Free
Download

What's New

* Bacho ki tarbiyat ar islami aqeedo k lye achi book

* Privacy Policy Added

* Walden Ke lye Bacho/Aolad ki Tarbiyat Ke Hawaly se Mukamal Rehnumai.

About Aulad Ki Tarbiyat(تربیت اولاد) Android App

Kia aap Chahty Ke Aap Ki Aulad ki Islami Tarekey se Tarbiyat Ho?
Kia Aap Janna Chahty Aulad Ke Bigarny Ki Waja Kon?
Kia Aap Bacho Ko Islami Bunyadi Aqeedy Sekhana Chahty?
Kia Aap Chahty Aap Ki Aolad Khataman Nabiyeen Nabi Kareem Hazrat Mohammad S.A.W.W se Muhabbat Kary?

To Yeh Aap Ke Lye Eik Bahut Achi Kitab Hai. Jisko Application Ki Sorat Me Badal Kar Ap Sb Ke Lye isko Parhna Aur Bhi Asaan Ho Gaya Hai.

Aaj Ke dor main har insan pareshan hai ke humary bachy batmez kion hai. Un me Islam ki doori aur baro ka adab q khatam ho raha hai. Har waldein pareshan hai.

Bachy apny walden ar rishtay daro ke umeedo ka mehwar hoty hen. Islami moashary ka mufeed fard banny ke lye unki behtreen tarbiyat be had zarori hai Iss zarort ke peshe nazar Ameer Ahle Sunnat Molana Ilyas Qadri Sb ki team IT Department of Dawateislami ne eik bahut mufeed kitab "Aulad Ki Tarbiyat" likhi hai ar us me bachy ke peda hony se shadi tak tamam mamlaat
mein Quran o Hadees se hmri rehnumai ki hai.

* Bacho (Aulad) Ko Islami Aqeedy Seekhayen:

Aap ki tarf se apni Aolad ke Lye Behtreen tohfa achi taleem o tarbiyat hai. Aur Bacho Ki Bunyadi Taleem mein sab se aehm Islami Aqeedy seekhna hai. Yeh islye bhi ap ki zimadar hai
ke jahan Allah pak ne humy khud ko jahanum se bachany ka hukam dia hai wahi apny ghar walo ko bhi us jahanum se bachanay ka hukam hai. Islye iss app mein ek risala/book bhi shamil
ki gai hai jis me bunyadi islami aqeedo ko assan alfaz mein bayan kia gaya hai ta ke walden ke sath sath bacho ko bhi ba asani samjh a jayen.

Aulad ko sekhaany ke bunyaadi aqeedy Quran o Sunnat ki Roshni mein.
* Namaz
* Hajj
* Ramadhan
* Roza
* Zakat
* Jannat Dozakh
* Pul Siraat
* Ahle Bait Se Muhabbat
* Quran (3d Text Quran)
* Hadith
* Qibla
* Prayer Times
* Farishty

* App Ki Khasosiyat:

* Safhay ko Pasandeeda kr sakty hen aur phr tamam pasandeeda safhaat
ki mukamal list dekh sakty hen
* Apni marzi ke Safha Per ja skty hen.
* Mukamal Safhat Ki list bhi alg se di gai hai.
* Parhny ke aitbar se dilchasp ar clear Font aur Size
* Islami Aqeedo Per Mushtamik ek alag Portion
* Pasandeda Safha ko ap gallary mein download Bhi Kar sakty hein.

* Credit/Tribute:

Yeh Kitab(Tarbiyate Aulad) Ameer Ahle Sunnat Molan Ilyas Atar Qadri ki team ne tehreer ki hai. Aur isko app ki sorat me asaan alfaz mein "Islam 3d Madani Apps" Developer ne banai hai. Humara maqsad Hazrat Muhammad ﷺ ki taleemat aur islam ko pori dunia tak phelana aur musalmano mein Quran aur hadith ki roshni phelana hai.

Other Information:

Requires Android:
Android
Other Sources:

Download


Warning: count(): Parameter must be an array or an object that implements Countable in /home/apkapps/web/jetapk.com/public_html/template/PageApp.php on line 188

This version of Aulad Ki Tarbiyat(تربیت اولاد) Android App comes with one universal variant which will work on all the Android devices.


Warning: Invalid argument supplied for foreach() in /home/apkapps/web/jetapk.com/public_html/template/PageApp.php on line 195

All Versions

If you are looking to download other versions of Aulad Ki Tarbiyat(تربیت اولاد) Android App, We have 1 version in our database. Please select one of them below to download.

Loading..