Is app me Bhartiya Sanskruti ke bare me likha huva he. Aap ko Bharat ka itihash padhne me maja aata he to yah app aapko pasand aayegi. Isme kese hame Vividhta me ekta aur pranchinta sanskriti bataya gaya he. App jane ge kese Roman, Greek aur Mistra Sanskriti aur hamme kya difference he? Basically, Indian culture kya he use represent karne ki kosish ki he.
Yah app apko banking exams jaise ki P.O., clerk, SBI, IBPS me helpful hogi. App IPS, IAS jaise parixa ke liye bhi itihash ke saval javab me kam aa sakti he.
This version of Bharat Ki Sanskruti Android App comes with one universal variant which will work on all the Android devices.
If you are looking to download other versions of Bharat Ki Sanskruti Android App, We have 1 version in our database. Please select one of them below to download.