Rozon Ki Kitab 8.1 Icon

Rozon Ki Kitab

IAC Apps Store Education
5
2 Ratings
1K+
Downloads
8.1
version
May 25, 2018
release date
3.6 MB
file size
Free
Download

About Rozon Ki Kitab Android App

Jaisay k mah e ramazan hamaray darmyan tashreef lay aya hay ALLAH (azw) is mahinay mein hamain khoob naikian kernay or rozay sahih tareeqay se rakhnay ki sa'adat ata farmaye AAMEEN Pyari islami behnon aur Bhaiyo rozay mein hamain jo masail derpaish hotay hain un ka sharai hal jo sahrait ne ata farmaya hay yahan biyan kiye gae hn. Ramzan k rozy farz kiye gae hn her muslim mard aur aurat par aur Ramadan (Ramazan) k rozy kisi sorat ma maf ni hn siwae us sorat k jasy k biyan kia gaya ha "So jo shakhs tum mai sy bimar ho ya safar mai ho to dosrey dino mai rpzon ka shumar pura kary." Is application ma Ramazan k Rozon aur Itakaf k bary ma Urdu ma biyan kia gaya ha. This book contains contains rules regulations and discus all issues related to Fasting and Itikaf in Urdu language. Islam ki bunyad 5 bato par ha jin ma se Ramazan k Rozay b 1 hn. Ramazan k Roza k bary ma Chand hadees mubarika "Aa, Eman walo, tm par Ramazan ka roza farz kia gaya ha, jis tarah tm se pehly logo par farz kia gaya tha. ta k tm Taqwa akhtiyar karo" "Siwae Roza k Jo mery liye ha aur ma he iska ajar donga. "Rozay k barabar koi cheez ni" "Roza dar ki dua Rad ni hoti ha" "Roza dar k liye 2 khushi k moka hoty hn, Jb Roza dar Roza kholta ha to wo khush hota ha aur jb apny Rab se mily ga to apny Rozy se khush ho ga" "Roza dar k moun ki bo ALLAH k nazdeek mushk ki khushbo se ziada pakeeza ha" "Roza Dhal ha aur Jahanum ki agg se bachanay ka mehfoz Qila ha" Is k ilawa Ramazan ki dua, Roza Aftari ki dua, Roza Rakhny ki dua, Namaz e taraveeh ki dua, aur bht si masnoon duaen shamil hn. Yad karen aur parhen masnoon duaen aur Sawab hasil karen aur hmae b dua dan. ALLAH ki zaat bari be nayaz hay, Hamein agar takleef aati hain tu ALLAH ne hamein duaon kay tohfay bhi ata kiye hain. jin se hum apni mushkilat door kar saktay hain. jis say hamein dunya o akhirat ki falah mil sakti hain. DUA E JAMILA se apni sari mushkilat ka hal karen, dua kijiye aur ALLAH se rehmat ki umeed kijiye.

*** Main Topics ***

• Rozay Ki Farziat.
• Chand Dakhna Ka Bayan
• Neat Ke Masail.
• Sehri Or Aftari Ke Masail.
• Namaz E Tarawih Ke Masail.
• Rozay Ki Rukhsat Ke Masail.
• Wo Kam Jin Se Roza Makroh Ho Jata Ha.
• Wo Amoor Jo Rozay Ki Halat Main Najaiz Hain.
• Rozay Ko Fasiq or Torna Walay Amoor.
• Nafli Rozay.
• Mamno Or Makroh Rozay.
• Atkaf Ke Masail.
• Laila Tul Qadar Ki Fazilat Or masail.
• Sadq e Fitar.
• Namaz e Eid.
• Eidain Ke Masail.

*** More Features ***

• Beautiful User Interface.
• Pinch To Zoom Option.
• Fully Offline Version.
• Best Of All Its Free.
• Free Download Now And Share With Friends.

Other Information:

Package Name:
Requires Android:
Android 4.0.3+
Other Sources:

Download

This version of Rozon Ki Kitab Android App comes with one universal variant which will work on all the Android devices.

Variant
6
(May 25, 2018)
Architecture
universal
Minimum OS
Android 4.0.3+
Screen DPI
nodpi (all screens)

All Versions

If you are looking to download other versions of Rozon Ki Kitab Android App, We have 1 version in our database. Please select one of them below to download.

Loading..